Best Nazar Shayari in Urdu | Ankhain Poetry Sms with Images

In this post Nazar Shayari in Urdu you will read the best poetry on the eyes of the beloved. A glimpse of the beloved is waiting to be seen and the heart can be satisfied. Beloved’s sightings are remembered even later.

Nazar-Shayari

Mein Kkhuda Ki Nazron Mein Bhi Gunahgaar Hota Hon Frazz
Jab Sajdon Mein Bhi Woh Shakhs Mujhe Yaad Aa Taa Hai

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Nazar-Shayari-in-Urdu

Humein Shayar Samajh Ke Yoon Najar Andaz Mat Kariye
Najar Hum Fer Le Toh Husn Ka Bazar Gir Jayega

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Nazar-Poetry-Sms

Aap ik zahmat-e-nazar to karen
Kaun behosh ho nahin sakta

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

nazar-shayari-urdu-in-english

Nazar Un Ki Zabaan Un Ki Taajjub Hai Ke Is Par Bhi
Nazar Kuch Aur Kehti Hai Zabaan Kuch Aur Kehti Hai

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Nazar-Poetry

Logon ka ehsan hai mujh par aur tira main shukr-guzar
Tir-e-nazar se tum ne maara laash Uthai logon ne

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Dheeray-Se-Sarakti-Hai-Raat-Us-Ke-Aanchal-Ki-Tarah

Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah
Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Teri-Khushbu-Ne-Meri-Aankh-Ko-Benaye-Di

Teri Khushbu Ne Meri Aankh Ko Benaye Di
Tairay Honay Ne Bataya Kh Nazar Aata Hai

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Bahut-Dino-Mai-Taghaful-Ne-Tere-Paide-Ki-Wo-Ik-Nigha-Ki-Ba-Zahir-Nigha-Se-Kam-Hai

Bahut Dino Mai Taghaful Ne Tere Paide Ki
Wo Ik Nigha Ki Ba-Zahir Nigha Se Kam Hai

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

اک بار اور دیکھ کر آزاد کر دے مجھے محسن
کہ میں آج بھی تیری پہلی نظر کی قید میں ہوں

Ik Baar Aur Dekh Ker Aazad Kar De Mujhy Mohsin
Kh Mein Aaj Bhi Teri Pehli Nazar Ki Qaid Mein Hon

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

نظر انداز کرنے میں فقط تم ہی نہیں ماہر
نگاہیں پھیر لینے کا ہنر ہم کو بھی آتا ہے

Nazar andaaz karne mein faqt tum gi nahin maher
Nigahen phir lene ka honar humko bhi aata hai

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

خدا بری نظر سے بچائے آپ کو
چاند ستاروں سے سجائے آپ کو
غم کیا ہوتا ہے یہ آپ بھول ہی جاؤ
خدا زندگی میں اتنا ہنسائے آپ کو

Khuda Buri Nazar Se Bachaye Ap Ko
Chand Sitaron Se Sajaye Aap Ko
Ghum Kya Hota Hai Ye Aap Bhool Hi Jao
Khuda Zindagi Mai Itna Hasaye Ap Ko

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

انتظار یار میں بھی لطف کمال ہے
نظر یں کتاب پر سوچیں جناب پر

Intzaar Yaar Mein Bhi Lutaf Kamaal Hai
Nazar ‫N Kitaab Par Sochen Janab Par

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

کل جنہیں چھو نہیں سکتی تھی فرشتوں کی نظر
آج وہ رونق بازار نظر آتے ہیں

Kal jinhen chhu nahin sakti thi farishton ki nazar
aaj vo raunaq-e-bazar nazar aate hain

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

چشم ہو تو آئینہ خانہ ہے دہر
منہ نظر آتا ہے دیواروں کے بیچ

Chashm Ho To Aaina-Khana Hai Dahr
Munh Nazar Aata Hai Deewaron K bich

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

پھر نظر میں پھول مہکے دل میں پھر شمعیں جلیں
پھر تصور نے لیا اس بزم میں جانے کا نام

Phir nazar mein phuul mahke dil min phir shamen jalin
Phir tasavvur ne liya us bazm men jaane ka naam

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

میرے وجود میں کاش تو اتر جاے
میں دیکھو آئینہ اور تو نظر اے
تم ہو سامنے اور وقت ٹھہر جائے
زندگی تجھے دیکھتے ہوئے گزر جائے

Mere Wujood Mein Kash To Utar Jaye
Mein Dekho Aaina Aur To Nazar Ae
Tum Ho Samnay Aur Waqt Thakhr Jaye
Zindagi Tujhe Dekhte Hue Guzar Jaye

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

nazar shayari ghazal

Kbhe To Aao Mre Chshm Tr Men Sham Dhlay
Kh Koi Aata Nhen As Ngr Men Sham Dhlay

Men Apnay Chhray Ph Khoshean Sjae’ay Phrta Hon
Chragh Jltay Hen Ashkon Kay Ghr Men Sham Dhlay

Men Bn Kay Chand Asay Rasth Dkhata Rhon
Kbhe To Mjh Ko Mlay Oh Sfr Men Sham Dhlay

Nh Aae’e Ras Hmen Aap Ke Msehae’e
Kh Drd Athta Hay Ab Bhe Jgr Men Sham Dhlay

Khalil Weham Hay Mera Ya Bd Hoase Hay
Ehan Ph Sbh Chlay Aor Nzr Men Sham Dhlay

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Teri-har-baat-mohabbat-mein-gawara-kar-ke

Teri har baat mohabbat mein gawara kar ke
Dil ke bazar mein baiThe hain KHasara kar ke

Aate jate hain kai rang mere chehre par
Log lete hain maza zikr tumhaara kar ke

Ek chingari nazar aai thi basti mein use
Wo alag haT gaya aandhi ko ishaara kar ke

Aasmanon ki taraf phenk diya hai main ne
Chand miTTi ke charaghon ko sitara kar ke

Main wo dariya hun ki har bund bhanwar hai jis ki
Tum ne achchha hi kiya mujh se kinara kar ke

Muntazir hun ki sitaron ki zara aankh lage
Chand ko chhat pur bula lunga ishaara kar ke

RAHAT INDORI

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Read More: Pyaar Ki Inteha Shayari

1 thought on “Best Nazar Shayari in Urdu | Ankhain Poetry Sms with Images”

Leave a Comment