50 Muhabbat Se Nafrat Shayari Urdu 2 Lines | Sad Hate Poetry

Maybe you have hated a loved one or you want to show attitude to show your lover then in this topic you will be able to find your desired muhabbat se nafrat shayari in Urdu 2 Lines is being given.

Muhabbat Se Nafrat Shayari

ہمارا تذکرہ چھوڑو ہم ایسے لوگ ہیں جنہیں
نفرت کچھ نہیں کہتی محبت مار دیتی ہے

Hamara Tazkara Choro Hum Aese Log Hain Jinhe,
Nafrat Kuch Nahi Kehti Mohabbat Maar Deti Hai

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Nafrat nhi muhabbat kro shayari

ملے گا کیا دلوں میں نفرتیں رکھ کر
بہت مختصر ہے زندگی مسکرایا کے ملا کرو

Milega Kya Dil’on Mein Nafratein Rakh Kar,
Bahut Mukhtasir Hau Zindagi Muskura Ke Mila Karo

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

love hate poetry

آداب محبت کے تقاضوں کی بدولت
ہم قابل نفرت سے بھی نفرت نہیں کرتے

Aadaab mohabbat ke taqazoon ki badolat,
Hum qabil nafrat se bhi nafrat nahi karte

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

love poetry for haters

مجھ میں تھوڑی سی بھی جگہ نہیں نفرت کے لیے
میں تو ہر وقت محبت سے بھرا رہتا ہوں

Mujh Mein Thori Si Bhi Jagah Nahi Nafrat Ke Liye,
Main Toh Har Waqt Mohabbat Se Bhara Rehta Hun

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Sad nafrat poetry urdu

نفرت بھی کرو گے تو آؤں گی تیرے پاس
دیکھ تیرے بغیر رہنے کی عادت نہیں مجھے

Nafrat Bhi Karoge Toh Aaungi Tere Paas,
Dekh Tere Begair Rehne Ki Aadat Nahi Mujhe

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Attitude nafrat shayari 2 lines

بس نفرت ہی کرتے ہو نا
اور تم میرا کر بھی کیا سکتے ہو

Bas nafrat hi karte ho na,
Aur tum mera kar bhi kya satke ho

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Love Nafrat Bhari Shayari Urdu

نفرت بتا رہی ہے
محبت غضب کی تهی

Nafrat bta rahi hai,
Mohabbat gazabb ki thi

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

deep zindagi se nafrat shayari

‏لوگ پوچهیں اگر میری کہانی تم سے
بس یہ کہنا کہ نفرت کے لائق بھی نا تھا

log agar pochay meri kahani tum se,
bas yeh kehna ke nafrat ke Laiq bhi na tha

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Deep love attitude poetry

دو چار دن کی دوستی ہم کو نہیں قبول
‏نفرت کرو یا پیار کرو حشر تک کرو

Do chaar din ki dosti hum ko nahi qubool,
Nafrat karo ya pyar karo hashar tak karo

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

hate poetry in urdu

مجھ سے نفرت واجب ہے تمہیں
یہ نہ کرو گے تو محبت ہو جائے گی

Mujhse Nafrat Wajib Hai Tumhe,
Yeh Na Karoge Toh Mohabbat Ho Jayegi

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

مبارک ہو دوستوں نیا سال آیا ہے
کب تک جیوگے نفرتوں کے سائے میں

Mubarak ho doston naya saal aaya hai
Kab tak jeeyo gy nafraton ke saye mein

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرتوں کے تیر کھا کر، دوستوں کے شہر میں
ہم نے کس کس کو پکارا، یہ کہانی پھر سہی

Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein,
Hum Ne Kis Kis Ko Pukaara, Yeh Kahani Phir Sahee

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

کون کہتا ہے نفرتوں میں درد ہے
کچھ محبتیں بھی بڑی اذیت ناک ہوتی ہیں

Kaun Kehta Hai Nafraton Mein Dard Hai,
Kuch Mohabbatein Bhi Bari Aziyat Naak Hoti Hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

صرف احساس بدل جاتے ہیں دنیا میں ورنہ
محبت اور نفرت ایک ہی دل سے ہوتی ہے

Sirf Ehsas Badal Jaate Hain Duniya Mein Warna,
Mohabbat Aur Nafrat Aik Hee Dil Se Hoti Hai

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

دیکھاؤے کی محبت سے بہتر ہے نفرت کرو ہم سے
ہم سچے جزبوں کی بڑی قدر کیا کرتے ہیں

Deekhawe Ki Mohabbat Se Behtar Hai Nafrat Karo Hum Se,
Hum Sachey Jazbon Ki Bari Qadar Kia Karte Hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

میں خوش ہوں کہ تیری نفرتوں کا اکیلا وارث ہوں
ورنہ محبت تو تجھے بہت سے لوگوں سے ہے

Main Khush Hun Ke Teri Nafraton Ka Akela Waris Hun,
Warna Mohabbat Toh Tujhe Bahut Se Logon Se Hai

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

دو قدم اگر ساتھ چلنا ہے تو ذرا سوچ لینا
ہم محبت اور نفرت میں قبر تک ساتھ دیتے ہیں

Do Kadam Agar Sath Chalna Hai Toh Zara Soch Lena,
Hum Mohabbat Aur Nafrat Mein Qabar Tak Sath Dete Hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

فاصلے گھٹا دیتے ہیں دلوں میں نفرتوں کو
وہ جو دور ہوئے تو کچھ محبت سی ہونے لگی

Faasle Ghata Dete Hain Dilo’n Mein Nafraton Ko,
Woh Jo Dur Huye Toh Kuch Mohabbat Si Hone Lagi

مجھے مارا گیا ہے نفرت سے
مجھ پر الزام تھا محبت کا

Mujhe mara gaya hai nafrat se,
Mujh par ilzaam tha mohabbat ka

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرتوں کا کوئی گواہ نہیں
محبت کے لوگ ثبوت مانگتے ہیں

Nafratoon ka koi gawah nahi,
Mohabbat ke log saboot mangte hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

کتنی کمال کی نفرت تھی اسے میری محبت سے
اس نے اپنا ہاتھ جلا ڈالا مجھے اپنی لکیروں میں دیکھ کر

Kitni kamaal ki nafrat thi usay meri mohabbat se,
Is ne apna haath jala dala mujhe apni lakiron mein dekh kar

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

کون نفرت سکھا گیا اتنی
‏پھول کے ہاتھ میں بھی پتھر ہے

Kon nafrat sikha gaya itni,
Phool ke haath mein bhi pathar hai

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

مجھے اتنی ساری محبتیں ملی ہوئی ہیں
ان دو چار نفرتوں سے میرا کچھ نہیں جاتا

Mujhe itni saari muhabbaten mili hui hain,
Un do chaar nafratoon se mera kuch nahi jata

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

مت پوچھ کے میرا کاروبار کیا ہے
محبت کی دوکان ہے نفرت کے بازار میں

Mat pooch ke mera kaarobar kya hai,
Mohabbat ki dokaan hai nafrat ke bazaar mein

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرت بھی کیوں کریں ان سے
اتنا بھی واسطہ کیوں رکھنا

Nafrat bhi kyun karen un se,
Itna bhi vaastaa kyun rakhna

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

ہم تو آداب محبت کے پابند ہیں جناب
ہم کو آتا نہیں انسان سے نفرت کرنا

Hum to aadaab mohabbat ke paband hain janab,
Hum ko aata nahi insaan se nafrat karna

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Read More: Dhokebaaz Dost Shayari

1 thought on “50 Muhabbat Se Nafrat Shayari Urdu 2 Lines | Sad Hate Poetry”

Leave a Comment