Sometimes one falls in love with a stranger at the first meeting and when he starts to fade, the heart does not want him to part with him. It is possible that you will share such heart-felt words with a stranger and get the heart’s desire.
If you are looking for ajnabi shayari in urdu for one reason or another, this post may be your desired poetry form.
Puchny Ke Tu Muhlat Hi Na Di Us Ne
Woh Lehja Badalta Gia Aur Ham Ajnabi Hoty Gay
♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥
Ham Kh Tehry Ajnabi Itni Madaraton Ke Bad
Phir Banin Gy Ashna Kitni Mulaqaton Ke Bad
♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥
Tumhara Naam Kisi Ajnabi K Lub Pe Tha
Baat Zara Si Thi Par Dil Pe Lagi Bahot
♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥
Qissa-e-Gham-e-Hayat Na Pouch Aye Ajnabi
Jin Halat Mein Je Rahey Hein Kamal Kr Rahey Hein
♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥
Apna Samjh Ke Jis Ke Ley Ham Ujar Gay
Kal Sham Ja Raha Tha Kisi Ajnabi Ke Sath
♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥
میں نے کہا کہ بزم ناز چاہیے غیر سے تہی
سن کے ستم ظریف نے مجھ کو اٹھا دیا کہ یوں
Mein Ne Kaha Kh Bazm-e-Naaz Chahy Ghair Se Tahi
Sun Ke Sitam Zreef Ne Mujh Ko Utha Dia Kh Youn
♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥
عجیب حال میں پوچھنے گئی ہے زندگی
اب نا تو کوئی اجنبی رہا نا کوئی اپنا
Ajab Haal Mein Puchne Gai Hai Zindgi
Ab Na Tu Koi Ajnabi Rha Na Koi Apna
♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥
اجنبی محفل میں کسی سے دل نہ لگانا
سنا ہے بن بلائے آنے والے بن بتائے چلے بھی جاتے ہیں
Ajnabee Mehfil Main Kisi Se Dil Na Lagana
Suna Hai Bin Bulaye Anay Waly Bin Bataye Chaly Bhi Jate Hain
♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥
Read More: Kashish Shayari in Urdu