Top Ruthna Manana Shayari in Urdu | Narazgi Poetry 2 Lines

Being angry in love is a part of life. If someone you love has become angry, then convince him immediately so that it is not too late. Sometimes you get angry with yourself out of love to make them realize how much they want you. Repeatedly getting angry for no reason also makes others angry and should be avoided.

If your loved one is also angry with you, then you are looking for some poetry to soothe your heart or remove his anger, then this post Ruthna Manana Shayari in Urdu can be helpful for you.

Ruthna Manana Shayari

Tumhen Naraz Honay Ka Bahot Shauq Ha
Lagta Ha Ham Tumhen Zindah Achchay Nahiin Lagtay

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

Narazgi Poetry 2 Lines

Aik Alag Hee Maraasim Tha Is Ka Mujh Sey
Woh Mujh Sey Rythta To Khod Se Roth Jaata 

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

Ruthna Manana Love Shayari

Ho Gaa Qasur Us Ka Manain Gay Ham Magar
Ham Sey Nah Ho Sakay Gi Mohabbat Hesaab Ki

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

kamal muhabat shayari

Nah Pochtey Ho Nah Sawaal Kartay Ho
Bas Ruthty Ho Kamaal Kartay Ho

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

 

Manana Shayari Urdu

Woh Rotha Rahe Mujhey Sey Yeh Manzuur Hae Leykin
Yaron Usey Samjhao Woh Mera Shehar Nah Chory

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

Khafa poetry urdu

Khod Ko Gaa Saari Baaton Par
Nah Janay Kis Baat Par Khafa Ho Tum

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

nazar andaz shayari

Badley Haen Mizaaj Un Key Kuchh Kuch Is Andaz Sey
Ab Woh Bray Andaaz Sey Nazar Andaaz Kartay Haen

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

be zuban shayari

Is Liye Lagaye Haen Apni Zabaan Par Talay
Ham Ne Baat Karni Hai Aur Tum Ne Roth Jaana Hai

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

Be rukhi poetry

Kitni Dil Kash Hae Bey Rukhi Us Ki
Meri Saari Mohabbat Fazul Ho Jaisy

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

Baat baat pe ruthna poetry

Yeh Buri Baat Hae Har Baat Pe Rotha Nah Karo
Ham Nah Hunge To Bata Kaun Manay Gaa Tujhey

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

وہ روٹھا ہی رہا اکثر مجھ سے
منانے کا ڈھنگ نہ آیا کبھی مجھے

Woh Rotha Hee Raha Aksar Mujh Sey
Mananay Ka Dhang Nah Aaya Kabhi Mujhey

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

کہہ دو اسے جدائی عزیز ہے تو روٹھ جائے وہ
ہمارے بن جی سکتا ہے تو ہم بھی مر نہیں جائیں گے

Keh Do Usey Judai Aziz Hae To Roth Jaye Woh
Hammary Bun Jii Sakta Hae To Ham Bhi Mar Nahi Jain Gay

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

منانے کا رواج ہی نہیں ہیں تیری محفل میں
روٹھ کے ہم جائیں بھی تو جائیں کہاں

Mananay Ka Rawaaj Hee Nahin Hai Teri Maehfil Mein
Roth Key Ham Jain Bhi To Jain Kahaan

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

روٹھو اگر ہم سے تو جان لینا
منانے کا ہنر بھول گئے ہیں ہم

Rutho Agar Ham Sey To Jaan Leyna
Mananay Ka Hunar Bhuul Gaey Hain Ham

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

لوگ ہاتھ جوڑ کے یار منا لیتے ہیں
ہمارا پاؤں پڑنا بھی رائیگاں گیا

Log Haath Jor Ke Yaar Mana Laity Hain
Hamaara Paaon Parna Bhi Raigaan Gaya

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

اس کے روٹھنے کی ادائیں بھی کیا غضب کی تھیں
بات بات پہ یہ کہنا دیکھ لو سوچ لو پھر نہ کہنا

Is Ke Ruthny Ki Adain Bhi Kia Ghazab Ki Theen
Baat Baat Pe Yeh Kaehna Dekh Lo Soch Lo Phir Nah Krhna

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

کوئی روٹھے اگر تم سے تو اسے فورا منا لینا کہ
انا کی جنگ میں اکثر جدائی جیت جاتی ہے

Koi Ruthy Agar Tum Sey To Usy Foran Mana Lena Keh
Ana Ki Jang Mein Aksar Judai Jeet Jaati Hai

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

یوں تو بہت اداس تھا وہ مجھ سے روٹھ کر
میں نے منانا چاہا تو نخرے میں آگیا

Yun To Bahot Udaas Tha Woh Mujh Sey Roth Kar
Mein Ne Manaana Chaha To Nakhray Mein Aa Gaya

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

اس کو میری بے رخی کا اندازہ نہیں شاید
اس شخص نے دیکھا ہے میرا پیار مسلسل

Is Ko Meri Be-Rukhi Ka Andaazah Nahin Shahid
Us Shakhs Ne Dekha Hai Mera Piyar Musalsal

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

جتنی بار تم روٹھو گے ہم اتنی بار منالیں گے
بس تم اپنی محبت میں کسی کو شریک مت کرنا

Jitni Baar Tum Rutho Gay Ham Itni Baar Mana Lain Gay
Bas Tum Apni Mohabbat Mein Kisi Ko Shariik Mat Kerna

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

محبت آزمانی ہو تو بس اتنا ہی کافی ہے
ذرا سا روٹھ کر دیکھو منانے کون آتا ہے

Mohabbat Aazmani Ho To Bas Itna He Kaafi Hai
Zara Sa Roth Kar Dekho Mananay Kaun Aata Hai

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

اسے کوئی فرق نہیں پڑتا اب صاحب
میں نے ناراض ہو کر بھی دیکھا ہے

Usey Koi Farq Nahin Parta Ab Saahib
Mein Ne Naraaz Ho Kar Bhi Dekha He

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

اس نے اکثر مجھے مناتے ہوئے
مجھ کو میرے خلاف کر ڈالا

Is Nae Aksar Mujhey Hoye
Mujh Ko Mery Khilaf Kar Dala

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

مشہور بہت ہے میرے الفاظ کی تاثیر
مگر اک شخص مجھ سے منایا نہیں جاتا

Mashur Bahot Hai Mery Alfaaz Ki Tasir
Magar Ik Shakhs Mujh Se Manaya Nahin Jaata

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

بدلے ہیں انداز ان کے کچھ اس انداز سے کہ
اب وہ بڑے انداز سے نظر انداز کرتے ہیں

Badley Haen Andaaz In Key Kuchh Is Andaaz Se Keh
Ab Woh Bray Andaaz Sey Nazar Andaaz Karty Hain

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

کون کہتا ہے وہ مجھ سے بچھڑ کر خوش ہے
ذرا اس کے سامنے میرا نام لے کر تو دیکھو

Kaun Kehta Hai Woh Mujh Se Bichar Kar Khush Hai
Zara Us Ke Saamney Mera Naam Le Kar To Dekho

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

لڑ کے جاتا تو ہم منا لیتے
اس نے تو مسکرا کے چھوڑا ہے

Lar Ke Jaata To Ham Manna Laity
Us Ne To Muskura Ke Chorha Hai

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

وہ جلد باز خفا ہو کے چل دیا ورنہ
تنازعات کا کچھ حل نکل بھی سکتا تھا

Woh Jald Baaz Khafa Ho Ke Chal Diya Warnah
Tanazaat Ka Kuchh Hal Niqal Bhi Sakta Tha

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

آپ کے لہجے سے یوں لگا ہمیں
آپ ہمارے روٹھنے سے راضی ہیں

Aap Key Lehjay Sey Yun Laga Hamein
Aap Hamary Ruthne Se Raazi Hain

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

‏بدل دیا ہم نے ناراض ہونے کا طریقہ
روٹھنے کی بجاۓ اب ذرا سا مسکرا دیتے ہیں

Badal Diyaa Ham Ne Naraz Honay Ka Tariqa
Ruthny Ki Bajaye Ab Zara Sa Muskura Detay Hain

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

‏عمر پہلے ہی مختصر تھی
تیرا روٹھنا ضروری تھا کیا؟

Umar Paehley Hee Mukhtasar Thi
Teyra Ruuthna Zaruuri Tha Kia?

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

وہ مجھے چھوڑنے کے بہانے تلاش کر رہا تھا
میں نے اسے خفا ہو کر اس کا کام آسان کر دیا

Woh Mujhey Chornay Key Bahane Talaash Kar Raha Tha
Mein Ne Usey Khafa Ho Kar Is Ka Kaam Aasaan Kar Diyaa

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

وہ ناراض ہوتا تو اسے منا لیتے
وہ بات ہی نہ کرے تو اسے مناوں کیسے؟

Woh Naraz Hota To Usey Mana Letay
Woh Baat Hee Nah Karay To Usey Manaon Kesy

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

اگر ناراض ہو خفا ہو تو شکایت کرو ہم سے
یوں خاموش رہنے سے دل کی دوریاں مٹا نہیں کرتی

Agar Naraz Ho Khafa Ho To Shikaayet Karo Ham Sey
Yuun Khaamosh Rehne Sey Dil Ki Dooryaan Mata Nahin Karti

♥≡♦≡♥≡♦≡♥

Read More: Pyaar Ki Inteha Shayari

1 thought on “Top Ruthna Manana Shayari in Urdu | Narazgi Poetry 2 Lines”

Leave a Comment